Health Articles » All about Diabetise

All about Diabetise
(Afshan Rahman, Chicago usa)


Sub Se Pehla Sawal Ye Hay Keh Diabetics Kia Hay ?Or Is Ki Definations Kia Hay?Or Is Ki Reasons Kia Hay Kioon Or Kub Hotee Hay Ye Or Kioon Hotee Hay ?Diabeties Ek Deasiese Or Bemaree Hotee Hay Jo Suger Level Normal Se Ber hJae To Hotee Hay.Ager Main Waja Maloom Na Ho To Life Ko Khatra Hota Hay .Diabetics Two Types Ki Hotee Hein.!-TYPE ONE-Ye Wiraset Yanee Family Se Atee Hay Ager Kisee Ke Parents Mein Se Kisee Ek Ko Bhi Ho To Aapko Asektee Hay.Second TYPE TWO Jo Old Age Ke Baad Or Weight Zeeyada Ho Or Exercise Naee Kerte Diet Jo Chahe Khalete Hein Meethee Chees Zeeyada Khate Hon To Hojatee Hay.Aap Ko Maloom Hona Chahe Ke Diabetics Ke Sighns Or Symtoms Kia Hote Hein Take Ager Aap Feels Karen To Test Kerwaker Aap Ehtat Ker Saken.!-Feels Thirsty Yanee Pyyas Bhut Lage.Or Bar Bar Water Peena Chahe.Feels Hungry Bhook Bhi Zeeyada Lage.Urine Bar Bar Aae.Aapko Blood Suger Level Bhi Maloom Hona Zarooree Hay Ager Aap Blood Test Kerwaaen Subah Nashte Se Pele Phir Nashte Ke Baad To Pehle 100 Se Kum Ho Or Nashte Ke Baad 170 Normel Hoga.Or 200 Border Line Hay Aapko Ehteeat Kerna Hoga Take Diabetic Se Bach Saken.Stomach Bara Ho To Chances Zeeyada Hote Hein .Life St Ko Change Kerna Hoga .Bhut Se Log Dekhne Se Nahi Lagte Ke Diabetic Hay.Lekin Inside On Ka Bhut Nuqsaan Hote Hay Kidneys Bhi Bhut Weak Hojate Hein.Walking Bhut Zarooree Hotee Hay .Water Zeeyada Peena Hoga.Weakness Ber Jatee Hay.Ager Patient Ko Cuts Lag Jae To Relief Bhut Der Se Hote Hay Because Of High Suger Levels.Apna Life Style Change Kerna Hoga Apna Kheyal Khud Rakhna Hoga Protiens Ka Balance Bhi Kerna Hoga Vegetables Or Woh Fruits Jin Mein Suger Kum Ho Woh Khaen.Apples And Water Her Waqt Saath Rakhen Take Baher Jaen Or Feels Hungry To Kuch Khalen Kioon Ke Suger Level Kum Hona Bhi Danger Hota Hay Ager Chakker Aae Or Ser Mein Derd Ho To Kuch Khalen.Kioon Ke Low Suger Bhi Danger Hota Hay Medicines Khane Wale Patients Ka Suger Level Kum Bhi Hojata Hay.Suger Level Zeeyada Hone Se Eyes Per Bhi Aser Hota Hay Or Eyes Weak Hojatee Hein..Aap Ko Apni Sehat Ke Bare Mein Khud Hi Feeker Kernee Hogee.Tc
Disclaimer: All information is provided here only for general health education. Please consult your health physician regarding any treatment of health issues.

Comments