Poetry: Laash To Pata Nahi Kis Mazloom Ki Thi.

Laash To Pata Nahi Kis Mazloom Ki Thi.

Lash To Pata
Nahi Kis Mazlom

TaYpEd By 
TLASH25

Un Ko Bura Kiyon Kahon Jo Mere Dil K Kareen The.
=
Sahi Waqt Pe Zarb Lagate The Behad Zaheen The.
=
Jab Bhi Kahta Tera Mera Janmo Ka Rishta Hai.
=
Us K Monh Se Lafz Sirf Aameen The.
=
Laash To Pata Nahin Kis Mazloom Ki Thi.
=
Magar Qatil Ke Paon K Nishan Buhat Haseen The.
=
Dar Badar Phirta Hon Galiyon Mein Aawara.
=
Kabhi Hum Bhi Uski Zulfon Ke Tale Makeen The.
=
Use Bewafa Kah Bhi Nahin Sakte Bhula Bhi Nahin Sakte.
=
Kabhi Wo Bhi Humare Dil Nasheen The.
=
Umar Bhar Humari Ulfat Ko Thukra Diya Us Ne.
=
Jab Huwa Ihsaas Tab Hum Tah E Zameen The...!
=
Poet By
Muhammad Shoaib Khan
=
eND.
=
Follow  @ShaibiSays

Comments